Top Banner
Sample Copy. Not for Distribution.
31

Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Jul 07, 2020

Download

Documents

dariahiddleston
Welcome message from author
This document is posted to help you gain knowledge. Please leave a comment to let me know what you think about it! Share it to your friends and learn new things together.
Transcript
Page 1: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 2: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

i

Happens For the Best

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 3: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

ii

Publishing-in-support-of,

EDUCREATION PUBLISHING

RZ 94, Sector - 6, Dwarka, New Delhi - 110075

Shubham Vihar, Mangla, Bilaspur, Chhattisgarh - 495001

Website: www.educreation.in __________________________________________________

© Copyright, Author

All rights reserved. No part of this book may be reproduced, stored in a retrieval system, or transmitted, in any form by any means, electronic, mechanical, magnetic, optical, chemical, manual, photocopying, recording or otherwise, without the prior written consent of its writer.

ISBN: 978-1-61813-355-7

Price: ` 261.00

The opinions/ contents expressed in this book are solely of the author and do not represent the opinions/ standings/ thoughts of Educreation.

Printed in India

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 4: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

iii

Happens For the Best Jo Hota Hai Ache Ke

Liye Hi Hota Hai

Abhishek Pratap Singh

EDUCREATION PUBLISHING (Since 2011)

www.educreation.in

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 5: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

iv

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 6: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

v

To my Mother and Father,

My brother Parv and Sarvagya,

My supporting friends,

My whole family child to old,

My love & my life

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 7: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

vi

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 8: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

vii

About The Book

Love (pyar) kabhi koi karna chaahta nahi hai but ho

jaata hai. Yesa hi kuch is love story me bhi hai. Ye

love story or love story se is liye alag hai kyunki

isame love or friendship dono kaa sath straggle hai.

Abhiamnyu jo ek intelligent student hai usaka

sapnaa hai engineering karke desh ke liye kuch

karna usase love ke bare me dekha or suna hi tha

bas or isase age kuch socha bhi nahi tha. love at first

site, its true or is baar hua tha Abhiamnyu ko vo bhi

Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi.

Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka

roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi

Priyadarshani ka boyfriend bhi. Jab yesa ho ki apka

best friend apke love kaa boyefriend ho or teeno

same class me hi ho to aap ki four year kese jayenge

ye sab dekh ke.

Abhiamnyu ek yesa character hai jisasne sabhi

relationship ache se nibhaye chaahe vo friendship

kaa ho ya dur se apne love ko dekhane kaa.

Abhiamnhyu, Priyadarshani or Arpan apas me ache

friend bhi the kyun ki teeno ek hi city Agra ke hain. P

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 9: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

viii

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 10: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

ix

Acknowledgements

I would like to express my gratitude to the many

people who saw me through this book; to all those

who provided support, talked things over, read,

wrote, offered comments, allowed me to quote their

remarks and assisted in the editing, proofreading

and design.

I would like to thank my Maa and Paa for

enabling me to publish this book. Above all I want

to thank my brothers, Parv and Sarvagya and the

rest of my family, who supported and encouraged

me in spite of all the time it took me away from

them. It was a long and difficult journey for them.

I would like to thank Anurag, Priyanka,

Akanksha, Harshita, Prachi, Neeloshima, Aditya,

Himanshu, Shudhansu, Tiwari ji and all friends

those give me support in every time and every place

of my journey with my book and time to give me

idea for book.

I would like also to thank my first love who

give me a time to write this book. If she was not in

my life, I could not develop my writing passion

again. That’s why I am saying ‘Jo hota hai ache ke

liye hota hai.’

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 11: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

x

Special thanks to my first publisher

Educreation Publication who give me a opportunity

for my first hinglish book.

I would like to thank my project manager

Rahul Rao and all editor team, cover page team,

sells team and all members who help in publishing

my book.

Last and not least: I beg forgiveness of all those

who have been with me over the course of the years

and whose names I have failed to mention."

P

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 12: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

xi

Contents

P

S. No. Topic Page No.

1. Coincidence 1

2. Fresher night 13

3. After break 32

4. The Thank you night 48

5. What? 70

6. Move on 88

7. Trip for you 97

8. First day 118

9. Second day 133

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 13: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

xii

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 14: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

xiii

Preface

A fiction book, A Love triangle book, A Hindi book

and A English book chaaro is book me ek saath

dekhane ko milega. India me ye pahali book hogi jo

Hinglish me hogi. Kyunki jo Indian English book

read karna pasand karte hain vo bhi is book ko asani

se pad sakenge or jo Hindi book read karte hain vo

bhi binaa kisi soch ke is book ko asani se pad sakte

hain. India ek yesi country hai jisame sabhi ko

respect di jaati hai to is book se sabhi language ko

respect dete huye Hinglish me is book ko likhaa

gaya hai.

P

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 15: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 1 ~

Coincidence

P ‘Jo hota hai ache ke liye hota hai’ Geeta me kahi gai

sabhi baton mese sabse jyada prabhavshali baton

me se ek hai. Isaka matlb ye nahi ki ye bas kahane

ki hi baaten hain lekin nahi bhgwan ne jo sochaa hai

voto hoyega hi or bhgwan ne sabke liye acha hi

chaha hai. Tabhi bure time ke baad jab acha time

ata hai to sab ye hi bolte hain;

‘Jo hota hai ache ke liye hota hai.’

Yesa hi kuch Abhimanyu, Arpan or

Priyadarshni ke sath bhi hua jo ki unki kismat me

likha hua tha. Choti choti problems ke baad yaa kisi

time kaam naa hone ke baad vahi kaam aram se ho

jana ye sab life circle ka hi part hai or isaka ek hi

matlb hai sahi time par sahi kaam.

Indian poet ne barshaat ke mosam ko jitana

acha use kiya hai syad hi kisi ne kiya ho. Bolte hain

barshaat ke mosam jesa pyara or sundar mosam koi

or ho hi nahi sakta. Is mosam ki ek khaas baat ye

hai ki aap ko pyar hone se koi rok hi nahi sakta. Is

mosam ki hwaa me hi kuch yesa jadu saa hai ki sab

kuch itana acha sa lagne lagta hai jese ki jo log

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 16: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 2 ~

gharon me rahana pasand karte hain vo bhi ek baar

ghar se baahar nikal kar baahar ghumne par

majboor ho jate hain or jab sabhi ghar se baahar

niklenge to vo bhi jarur nikalega jisase aap ko pyar

karna hai or jab vo apki najar ke samne ayega hi aap

ko love at first site hone se koi rok hi nahi sakta.

Log bolten hain ki intelligent logon ki duniya

books se start hoti hai or book par hi khatm hoti hai

but Abhimanyu to jaane kya hi chij thi joo ki

intelligent too tha hi uske sath hi wo andar se ek

romantic person bhi tha jisaka aaj tak kisi ko bhi

pata nahi chala. India ke or student ki tarh

Abhimanyu ka dream tha ki engineer bane usake

baad oron ki trah job naa kare balki apni

engeneering ki study ko desh ki seva me lagaye.

Soch to yesi chij hai jo har koi band kamare me

beth kar pure din aaram se soch sakta hai lekin time

kaa kuch nahi pata kab badal jaye or aap ke sath kab

acha or kab bura ho jaye ye to sab apki kismt par hi

likhaa hai.

July, second week, wo or uske maa or paa usko

Agra Cant railway station par drope karne aye.

Delhi ko jane bali train platform number 4 par ani

thi to wo apna sara saman ke saath platform 4 ki or

chal diye jese hi wo station phucha hi tha ki baris

start hona suru ho chuki thi and after 5 min baad hi

band ho gai thi, lekin Indian culture me yesa mana

jata hai ki;

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 17: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 3 ~

‘ki koi kam karne ki suruat hone se pahale

barish ho jaye to jo kaam start hone baala hai vo

secessfull hoke hi rukata hai.’

Ye baat Abhimanyu ke man me turant ayi or

wo or bhi jyada excited ho gya ki aage meri journey

me yesa kya hone bala hai ki bhagwan bhi khus ho

rahai hain.

Abhimanyu ne dekha ki usi ki tarh koi usi ki age

kaa student type apni family ke sath usi ki side arha

tha or just usi ke paas akar khada bhi hogya or usaki

bhi family bhi usi ke paas akar khadi ho gai. Fir usi

ladake ne Abhimanyu se pucha;

‘Delhi ke liye train isi platform par hi ane bali

hai naa’

Abhimanyu reply ‘yes, isi platform par ane bali

hai’

Abhimanyu ko laga sayd ye bhi kisi college me

admission ke liye hi jaa rahai hain.

Train correct time par platform pe ane hi vali

thi. Tabhi abhi ki maa usko smjhane lagti hain ki

beta bahar ka maahol bhut kharab hai or kabhi bhi

kuch bhi ho sakta hai hamesa soch samjh kar hi

kadam uthana ab hum hamesa tumare sath nahi

hoge tumko ab apne mind se kaam lena hoga jo

sabke liye sahi ho vahi karna, ok beta.

Abhimanyu reply ‘Yes maa.’

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 18: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 4 ~

Bs vese hi tarin ki sound ayi or sabhi ne apne-

apne begs ko uthana suru kar diya jese ki train

rukegi nahi or train me chadna ho or ek dusare ke

uper gire ja rhai hon, jese ki train Katrina kaif ho or

sabko usase milna hai. Yar kyaa kren fir bhi

‘I LOVE MY INDIA’

Train platform par ake ruki hi thi ki sabne apne

coach number dekhna start kar diya. Jese hi

Abhimanyu ne apna coach number dekha, uska

number vahin par nahi pada jhan vo log khade huye

thekafi aage jakar train ruki or coach number bhi

aage hi jaa pahuchaa. Abhimanyu ke saath uske

maa or paa train ke sath hi bhagna start kar diya jese

tese hi apne coach par phuchai vhan sab tut ke train

me ghusane ka competition start ho gya. Tabhi

pichai se Abhimanyu ke paa ki awaaj ati hai

‘beta tumari life ki starting ho gai hai ab tume

yese hi jagah jagah par competition dekhne ko

milega un sabhi ko tum ko paar karna hoga or himat

kabhi nahi harna.’

Abhimanyu reply ‘Yes paa, ye to bas suruaat

hai.’

Tabhi pas me bhagte-bhagte vo dusara ladka

bhi agya jo apni family ke sath aya hua tha. Or wo

apne saaman ke sath itni teji se bhag raha tha ki ek

dam Abhimanyu ke per ke paas akar gira or uska

saaman bhi usi ke sath gir pda. Tabhi Abhimanyu

ne apna haat diya or usase bola

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 19: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 5 ~

‘utho dost lagi to nahi.’ ‘mera name

Abhimanyu hai or tumara’

He reply ‘Arpan’

Abhimanyu or Arpan ki friendship ki suruaat

bahut hi giri hui matlb Arpan ke girne se suru hoti

hai. Fir Abhimanyu or Arpan ne sath milkar apne

begs ko train me rakha or Arpan to apni seat

number dekhane chal diya or Abhimanyu gate pe

khade hokar apne maa or paa ko dekh hi rha tha ki

uske ankhon me thode se ansu agaye, kyun ki yeasa

pahli bar ho raha tha ki wo apne maa paa se dur ja

raha tha. Tabhi Abhi ke paa bole

‘we are always with you beta’

Fir kya Abhimanyu ke face par ek silent si

happiness ayi vese hi train dhaiere dhaiere se

chalana star hogai.

Train ke chalne ke sath hi jab wo apne maa paa ko

bye kar hi rha tha tabhi pichai se ek ladki ki awaj

ayi

‘Rukoooooo’

Abhimanyu ne jese hi dekha ki kon ruko-ruko

bol raha hai lekin use koi dikha hi nahi. Jese hi

usane apni maa ke piche dekha to usaki maa ke

piche se bhagti hui ek ladki or dusari side

Abhimanyu stop. Abhimanyu ekdam se blank ho

gya usko kuch samjh hi nahi aya ki kya hua usake

sath. ek dum se uske samne DDLJ si chal gyi jese ki

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 20: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 6 ~

wo DDLJ ka Raj ho or Simaran chila rahi ho ki ruk

jao fir kya usne Raj ki trh apna haath usko diya or

Simaran ne apna hath diya or usko train me chada

liya.

‘Love at first site’

boooom ki trah Abhimanyu ko pyar ho gya.

Jese hi wo train me chadi or usane Abhimanyu ko

bola;

‘Thank you so much aap nahi hote to sayd meri

train mis ho jati. Again thank you so much’

‘Finally, myself Priyadarshani’

‘You can call me priya’.

Abhimanyu bas dekhta hi rah gyaa or

Priyadarshani bolti rahi. Jab Priyadarshani ne bola;

‘Hello, sun rahe ho naa meri tum’

Fir ekdum se Abhimanyu apne khayali duniya

se nikala or bola;

‘Welcome, myself Abhimanyu, you can call me

Abhi.’

‘Or han you are so sweet’

Ye sunkar Priyadarshani bahut teji se hasna

start ho gai or boli;

‘Are you ok naa.’

Abhimanyu reply ‘Yes’

Or fir Priyadarshani apni seat ko dekhane vha

se chal di..

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 21: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 7 ~

Jese hi Abhimanyu ne train se bahar dekha to

train bahut age nikal chuki thi or dur-dur tak

platform nahi dikh raha tha. Abhimanyu ko kuch

pata hi nahi chala ki uske sath ek dum kya ho gya

yesa to kabhi bhi uske sath nahi hua tha. Tabhi ek

dam uske paa ka call aya or bole;

‘Beta kya ho gya tha hum tumko awaaj lgyae jaa

rahai the or tum sun hi nahi rhai the, sahi se seat par

beth to gye ho na’

Abhimanyu reply ‘han paa me ek dum sahi se

beth gya hun ap chinta mat kariye, aap ghar ko nikal

jao main pahuch kar call kar dunga aap ko’.

Bas fir kya Abhi ne apne sare begs ko uthaya or

mission seat number search me lag gya. Jese hi use

apni seat mili or apna saman set kiya or apni seat

par jese hi betha or uski nigah dur samne bali seat

pe padi to dekha to uspar vahi ladki bethi hui thi. Fir

kya hona kyat tha dekhta raha usako or apne ear me

headphones lagaye or usame romantic song chala

liye Arjit Singh ke or khogya song me. Tabhi bich

main ek song ajata hai;

‘Sandese ate hain ki chithi ati hai ki tum kab

ghar aoge’

Tabhi usake mind me ‘Ek Diwana Tha’ movie

ka vo scene yaad agya jab Prateek ye song

gungunana start kardeta hai. Or ye song is suction

par puri fit ho rahi thi ki us ladki ne Abhimanyu par

direct attack kiya tha.

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 22: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 8 ~

Jese hi Priyadarshni ne Abhimanyu ko dekha

Priyadarshani ne ek smile pas ki or Abhimanyu ne

bhi usako reply me ek sweet si smile pass kar dali.

jese hi priyadarshani ne Abhimanyu ko smile pass

ki vese hi uske samne seat par betha ek ladka piche

turn kar ke dekhta. Jese hi Abhimanyu ne usko

dekha Abhimanyu shocked hona bhi banta tha

kyunki vo Arpan tha. Vese hi use apne paa ki bat

yad ajati hai

‘Beta life ka competition start ho gya hai’.

Lekin usako us isaka ka itana dukh nahi tha ki

usake samne vali seat pe Arpan betha hua hai use us

kahi jyada khusi thi ki Priyadarshani ne use dekh ke

smile pas ki. Uske mind me bas ek hi chij ayi ki

‘Ladki hasi to fasi’.

4 hour kese kat gye kuch pata hi nahi chala. Ek

taraf Abhimanyu priyadarshani ko dekh ke khus

hota raha or dusari taraf use gussa iss bat ka arha

tha ki Arpan usase haas-haas ke baat kiye ja raha

tha. Lakin usko itna to pta hi chal gaya tha ki

priyadarshni hi meri first choice hai or ho sakta hai

ye hi future. Ye sab soch soch ke hi uska sara time

kab khatam ho gya pta hi nahi chala. Or train New

Delhi railway station par pahuch gai.

Jese hi train ruki itna jyada rush tha ki bas kese

bhi station se bahar nikal liya jaye. Lekin

Abhimanyu ko kya pata tha ki is bhid me

priyadarshani kahan gayb ho jayegi. Usane charo

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 23: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 9 ~

taraf dekha lekin vo kahin nahi dikhi or man me hi

bola

‘yar kahan chali gai ye, abhi to pyar hona hi

start hua tha or pata nahi khan nikl li’.

Jese tese wo train se bahar nikla or jaldi se

railway station ko chor metro station par phucha

vha dekha to itani bhid dekh ke uske to bas pasine

hi chutate hi ja rahe the usane socha

‘ki mere pas itna samaan he or me metro se

Noida gaya to meri to yese hi nikl padegi isase

bhadiya me cab kar leta hun.’

Tabhi pichai se awaj ati hai Abhimanyu khan,

Abhimanyu turn back and see Arpan behind him.

Arpan said ‘bhai khan jana hai tujhe’

Abhimanyu said ‘Noida College’

Arpan again said ‘really tujhai bhi vahin jana

hai, bhai mujhe bhi vahin jana hai, waoooo it’s a

nice coincidence.’

Abhimanyu saids ‘bhai ek kam karte hain tere

pas bhi bahut saman hai or mere pas bhi kyun na

ham cab kar lete hain’

Arpan saids ‘bhai nice idea yese hi karte hain.’

Both of receive a cab from outside the railway

station to Noida College. Jab dono cab me

bethehuye hi the tabhi Abhimanyu par raha nahi gya

usne arpan se puch hi liya

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 24: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 10 ~

‘tere samne vali seat pe jo ladki bethi hui thi kya tu

use janta hai kya’

Arpan reply ‘no, but meri usase thodi bat hui

thi, uska name Priyadarshani hai.’ Abhimanyu

perfir se raha nahi gya usne fir se Arpan se puch

liya

‘lakdi achi lag rahi thi na.’

Arpan reply ‘bhai tune dil ki bat bol di, yar

mujhe na pyar sa ho gya hai usae lekin bhai pata nhi

khan ki hai kya karti hai’

Ye sab sun ke Abhimanyun bahar se to vo khus

dikh raha tha lekin anadar se jo gusa arha tha usi ko

hi pata tha or man me soch raha tha

‘sala ek ladki se pyar hua ki nahi us me bhi

competition start ho gya.’

Lekin use pata nahi kyun andar se positive

thinking arhi thi ki use wo jarur milegi or wo use

jarur samjhaigi chahe kuch bhi kyun naa ho jaye.

Itne me hi college ke gate pe car pahuch gai or

dono ne half-half payment kar diya. Payment karne

ke baad dono log college ke main gate par pahuche

or entry lekar anadar agye. Unko ab hostel ke liye

apply karna tha or usi ke liye office gye vhan jake

pata chala ki unko pahale se hostel allot ho rakha

hai or list office ke notice board par lagi hui hai. Jab

list ko unhone uper se niche tak dekhana start kiya

to dono shock me tab pade jab dekha ki Abhimanyu

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 25: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 11 ~

or Arpan ko same room mil rakha tha ye dekh ke

wo ek dam chilaa ke bole

‘What the fuck’

Or fir kya aas-pas ke sare log unhi ko ghurne

lag gaye or jese hi unhone dekha ki unko sare log

ghur rahai hain to wo vhase or tej chila ke nikle

‘Jai Matadi’ ‘Jai Mata di’…..

Ab kya Abhimanyu or Arpan apne room me

phuche or room pe dono ne apne bed ko decide kiya

or ye decide karne main lag gaye ki kal college me

kya phan ke jana hai dono ne apne sare clothais

nikla ke bed par rakh liye or ek dusare ki help karne

lag gye. Tabhi Arpan bolta hai;

‘Bahi first impression is thelast impression’

‘Bhai girls bhi hogi mast-mast’.

Arpan was so excited about class and also

much excited about girls. Vhai dusari taraf

Abhimanyu abhi bhi Priyadarshani ko miss kar raha

tha because he was fall in love. Abhimanyu ne apni

pocket me se ek cigarette nikali or balcony me jakar

ek cigarette Priyadarsni ke name par pine lag gaya.

Cigarette pine le liye bas moka mil jaye fir kya.

****

Morning me Arpan jaldi uth gya lekin Abhimanyu

nahi utha because Abhimanyu ko night me bhi

Priyadarshni ki yaad arhi thi or usi vajah se woo late

soya or vo morning me bhi isi liye late uth hiu nhi

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 26: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 12 ~

raha tha. Arpan ne ek kick Abhimanyu ke bum par

mari or bola;

‘Good morning bhai’

‘Bhai college nahi chalana kya, ladkiyan

hamara wait kar rahi hogi, bhai kitna lazy hai re tu’.

Bas fr kya dono log jaldi se ready hogye, dono

yese lag rahai theki college nhi kis sadi me jaa rhe

hon akhir kaar hain to UP ke vo bhi Agra se.

Abhimanyu ne apni maa ki di hui white shirt or dark

blue trouser or us par apne favorite brown shoes

phan kar ready ho gya 15 minute me hi.

Arpan bahut paresan ho rakha tha usne night

me jo black shirt decide ki thi jab usne apna beg

khoala to vo use mili hi nahi isaka ek hi matlb tha ki

ghar par hi rah gai vo shirt. Arpan ko paresan dekh

Abhimanyu ne apni black shirt offer ki or bola

‘Bhai mere pas ek black shirt hai tu usko pahan

le achi lgegi tere par’

Abhimanyu ne apni shirt nikla ke usko dedi.

Jese hi usane shirt pahani Abhimanyu ne mjak main

bola;

‘Bhai dusaron ke kapde tujhpe bahut ache lagte

hain’

Ye sunke Arpan ka face dekhne layk tha lekin

Abhimanyu ne use tight hug kiya or bola

‘Bhai yar just kidding, really you are looking

handsome’

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 27: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 13 ~

Fir dono apne begs me ek ek register rakh kar

nikl liye. Jese hi dono college pahuche Arpan charo

taraf dekhta hai or bola;

‘Bhai yar really kya beauty hai apne Agra me

kahan mile ye sab’

Abhimanyu bas han han me reply karta ja raha

tha or vo bhi charo tarf bas dekha hi jaa raha tha ab

bus dono deside me lag gaye teri kon si hai meri

kon si hai. UP se hain naa itana to banta hai naa.

Abhimanyu or Arpan ne apni class ko puchane

office gaye vhan se class ka pata kiya or nikal liye

class ke liye. Jese hi dono ne apni class me entry ki

dono ne samne dekha

Priyadarshani samne hi bethi hui thi use dekh

kar dono shocked…… or dono gate pr hi ruk gye

jese kisi ne unako vahi stop kar diya ho or

Priyadarshani ko dekhne me lag gye. Abhimanyu ka

face dekhane like tha jo uska face fata ka fata hi rah

gya or Abhimanyu bahar jake dekh ke ata hai ki me

sahi class me aya bhi hun ya nahi.

Gate ke bahar jake usne silently bola;

‘ooohh Yessss’

‘God tusi great ho’

Fir Abhimanyu ne bahar hi apne hair set kiye or

apne ko dressup kiya or fir se class me enty li or

priyadarshani ke pas jakar use hey bola,

Priydarshani ne uase pucha;

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 28: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 14 ~

‘Why are you shocked?’

Abhimanyu kya bolta usne boldiya;

‘Because of you Priyadarshani’

Priyadarshani said;

‘I told you naa you call me priya’

Ohhh yes ‘Priya’

Bas wo fir dusari seat par jakar beth gya

because of uski seat full thi.

Fir Abhimanyu ki khusi ka koi thikana kaha tha

uski nigah bar-bar uski taraf ko hi jati rahi. Dusari

side jab usane Arpan ko dekha to wo bhi usi ki side

dekh rha tha fir usane Arpan se gusse me bola;

‘bhai pad le ye kam ayega ladki nahi kam

ayegi’

1 hr ke baad class over hui, Abhimanyu uthkar

Priyadarshani ke paas gaya or use coffee ke

liye offer kiya tabhi piche se Arpan agya or bola

bhai akele-akele hum bhi hain.

‘han bahi kyun nahi akhir kar hamare

roommate ho, jot tera hai wo mera hai or jo mera

hai wo tera hai’ Abhimanyu said

Or fir tino college ke cafeteria me pahuche or

Abhimanyu ne three coffee order ki or tino ek jgh

bethe or prure two days me coincidences ke bare me

bat karne me lag gaye ki hum sab vapas ek hi jgh

kese mil gyae.

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 29: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Happens For the Best - Jo Hota Hai Ache Ke Liye Hi Hota Hai

~ 15 ~

Or tino bahut ache friends bhi bangaye teeno ne

apne apne number apas me share kiye. Fir nikal liye

second class ke liye.

P

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 30: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Abhishek Pratap Singh

~ 16 ~

Get Complete Book At Educreation Store

www.educreation.in

Sample Copy. Not for Distribution.

Page 31: Sample Copy. Not for Distribution.Priyadarshani ke ekdam se saamne ate hi. Arpan third character bhi hai jo Abhiamnyu ka roommate ke sath ek acha friend bhi hai or saath hi Priyadarshani

Sample Copy. Not for Distribution.