Top Banner
20

Auliya Allah

Jun 15, 2015

Download

Education

Azaz Khan

Auliya_Allah Qur'aan Majid aur ahadees ki roushni mein.
Rasoolullah (saw) farmate hain:- “Mubaarak baad hai us bande ke liye jo Allah ke raaste mein apne ghode ki lagaam pakde hu’ey is haal mein (jung mein shareek hota hai ke us ke baal bikhre hu’ey hain aur qidmat ghuzaar aalood hai, agar voh pehre par hai to pehra hi de rahaa hai, agar fauj ki pichli dast mein hai to bas usi par (data rahta) hai, agar voh ijaazat maange to use ijaazat na miley aur agar voh sifaarish kare to us ki sifaarish qubool na ki jaa’ey (ya’ni dunyaavi taur par voh kitnaa hi haqeer ho Allah ta’aa’laa ke haan us ka badaa martaba aur ajar hai) (sahih bukhari kitaab al-jihaad).
(Haan! Aisa hota hai Allah ka vali – dunyaa ki nazar mein haqeer aur Allah ki nazar mein azeem – Allah ta’aa’laa ke raaste mein har waqt lagaa rehtaa hai, maidaan-e-amal mein har dam data rehtaa hai. Us ke haath mein tasbih nahin hoti, us ko na pehle koi jaanta tha, na ab koi jaanta hai. Haan! Us ko sirf Allah ta’aa’laa jaanta hai kyoon ke voh Allah ka vali hai. Phir kisi ko use pehchaan’ne ki zaroorat bhi kya hai? Us se ham ko kya lena dena ? Allah ta’aa’laa har imaan vaale aur muttaqi ka vali hai aur isi liye har imaan vaala bhi Allah ka vali hai. Algaraz! Allah ta’aa’laa hi sab ka maula mushkilkusha aur vali hai.
Welcome message from author
This document is posted to help you gain knowledge. Please leave a comment to let me know what you think about it! Share it to your friends and learn new things together.
Transcript
Page 1: Auliya Allah
Page 2: Auliya Allah
Page 3: Auliya Allah
Page 4: Auliya Allah
Page 5: Auliya Allah
Page 6: Auliya Allah
Page 7: Auliya Allah
Page 8: Auliya Allah
Page 9: Auliya Allah
Page 10: Auliya Allah
Page 11: Auliya Allah
Page 12: Auliya Allah
Page 13: Auliya Allah
Page 14: Auliya Allah
Page 15: Auliya Allah
Page 16: Auliya Allah
Page 17: Auliya Allah
Page 18: Auliya Allah
Page 19: Auliya Allah
Page 20: Auliya Allah

Cell: 92463 43643 / 93471 39685 / 92463 43676

JAMAAT‐UL‐MUSLIMEEN [INDIA]

Flat #204, Saleem Masood Complex,

Nizam Colony, Toli chowki,

Hyderabad – 500 008 (A.P.) Cell: 9246343676 / 7396620946