This document is posted to help you gain knowledge. Please leave a comment to let me know what you think about it! Share it to your friends and learn new things together.
Radam cha varadam hasteir-bibhraanam Mushak-dhvajamRaktam lambodaram shurpa-karnakam rakta-vaasasam
Rakta-gandhaa-anu-liptaangam rakta pushpei-ha su-pujitamBhaktaa-anu-kampinam devam jagat-kaaranam-acyutam
Aavir-bhutam cha srushta-yaadou pra-krute-he purushaat-paramEvam dhyaayati yo nityam sa yogi yoginaam vara-ha || 9 ||
Namo vraat pataye namo Gana pataye nama-ha pratham pataye namaste-astulambo-daraay-ek-dantaay vighna-naashine Shiv-sutaay Sri varad-murtaye nama-ha || 10 ||
Ganesh Festival Aarti #1
Shendur lal chadhayo achchha gajmukhko || Dondil lal biraje sut gauriharko || Hath liye gudladdu sai survarko ||
Mahima kahe na jay lagat hoo padko || 1 ||
Jai jai shri ganraj vidhyasukhdata || Dhanya tumara darshan mera man ramata ||
Shridharam Madhavam gopikavallabham || Janaki nayakam ramchandra bhaje || 4 || Hare ram hare ram ram ram hare hare ||
Hare krishna hare krishna Krishna Krishna hare hare || Hare ram hare ram ram ram hare hare ||
Hare krishna hare krishna Krishna Krishna hare hare ||
Ganesh Aarti
Jai Ganesh, jai Ganesh, jai Ganesh devaMata jaki Parvati, pita Mahadeva.
Ek dant dayavant, char bhuja dhariMathe par tilak sohe, muse ki savari
Pan chadhe, phul chadhe, aur chadhe mevaLadduan ka bhog lage, sant kare seva.
Jai Ganesh, jai Ganesh, jai Ganesh deva,Mata jaki Parvati, pita Mahadeva...
Andhan ko ankh det, kodhin ko kayaBanjhan ko putra det, nirdhan ko mayaSurya shaam sharan aye, safal kije seva.
Jai Ganesh, jai Ganesh, jai Ganesh deva,Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva...
Shri Vishnu Aarti – Om Jai Jagadish Hare
Om jai Jagadish Hare, Swami jai Jagadish Hare |Bhakt janon ke sankat, Dus janmon ke sankat, Kshan men door kare ||-Om jai...
Jo dhyave phal pave, dukh bin se man ka, Swami dukh bin se man ka |Sukh sampatti ghar aave, Sukh sampatti ghar aave, Kasht mite tan ka ||-Om jai...
Mat pita tum mere, sharan gahun main kiski, Swami sharan gahun main kiski |Tum bin aur na dooja, Prabhu bin aur na dooja, Aas karun main jiski ||-Om jai...
Tum pooran Parmatma, Tum antaryami, Swami tum antaryami |Paar brahma parameshvar, Paar brahma parameshvar, Tum sab ke Swami ||-Om jai...
Tum karuna ke sagar, Tum palan karta, Swami tum palan karta |Main moorakh khal kami, Main sevak tum Swami, Kripa karo Bharta ||-Om jai...
Tum ho ek agochar, sabe ke pranpati. Swami sabe ke pranpati |Kis vidhi miloon dayamay, kis vidh miloon dayaloo, Tum ko main kumati ||-Om jai...
Deen bandhu dukh harta, Tum rakshak mere, Swami tum Thakur mere |Apne hath uthao, Apni sharan lagao, Dwar pada main tere ||-Om jai...
Vishay vikar mitao, pap haro deva, Swami, pap haro deva |Shraddha bhakti badhao, Shraddha bhakti badhao, Santan ki seva ||-Om jai...
Om jai Jagadish Hare, Swami jai Jagadish Hare |Bhakt janon ke sankat, Dus janmon ke sankat, kshan men door kare ||