Top Banner
LESSON PLAN BY FARHEEN NIGAR DA MHS PHASE IV
16

LESSON PLAN

Jan 14, 2016

Download

Documents

Devin

LESSON PLAN. BY FARHEEN NIGAR DA MHS PHASE IV. HAZRAT AISHA ( ra ). CLASSIV SUBJECTURDU SUBJECT TEACHERFARHEEN NIGAR DATE23 JUNE 2011. BACKGROUND. Hazrat Aisha Name Siddiqua Laqab umm-ul-momineen khitab aur kunait Umm e Abdullah - PowerPoint PPT Presentation
Welcome message from author
This document is posted to help you gain knowledge. Please leave a comment to let me know what you think about it! Share it to your friends and learn new things together.
Transcript
Page 1: LESSON PLAN

LESSON PLAN

BY

FARHEEN NIGAR

DA MHS PHASE IV

Page 2: LESSON PLAN

HAZRAT AISHA (RA)

C

LASS IV

S

UBJECT URDU

S

UBJECT TEACHER FARHEEN NIGAR

D

ATE 23 JUNE 2011

Page 3: LESSON PLAN

BACKGROUND

Hazrat Aisha Name Siddiqua Laqab umm-ul-momineen

khitab aur kunait Umm e Abdullah

 

Hazoor Pak say ap ka Nikah Hijrat say Teen sal qabal

Makkay he may ho gaya tha . App Rasool Say bay Inteha

muhabbat aur aqeedat rakahti theen.

Page 4: LESSON PLAN

THEORY

Hazrat Aisha nay apne poori Zindagi aurton aur mardoon may Islami Aqdar aur

kawaneen ke taleem denay may sarf kar de.

 

Hazrat Aisha ka shumar Madinay kay un chand ulema may hota tha Jin kay

fatway par logo ko kulli aitimad tha

 

Hazrat Aisha app ka kam khod apnay Hath say anjam danay may fakhar masos

karte the.

 

Masjid-e- Nabvi may deay janay walay daras may Hazrat Aisha apanay Hujaray

may Baith kar shareek hote theen.

Page 5: LESSON PLAN

EFFECT

Ilmi Kamlat: Deen ke Kedmat aur Hazoor Akram ke Talmait Arshdat ke Tablegh o

Ishaat may umm-ul- momineen Hazrat Aisha ka koi sane nai tha

Hazrat Aisha nay Mazhab Akhlaq kay sath deene masail

ke Jamia Tashriat Kee. Aj bhi Amal kea jata hain.

Page 6: LESSON PLAN

CONCLUSION

Aik Muslman Aorat kay leay seeret Aisha may Orat ke

zendagi kay tamam pehlo shadi Rukhstai, Shour ke

khidmat Atayat, Soken say talkat, lavaldi, Ghorbat khana

dare, Rashak o hasad Ghraz ar halat kay ley talked kay

nomanay majood hn. App ke Zendgai Alme,amal, Ikhliki

Gharaz har kisam kay Ghornar say mala mal haiy.

Page 7: LESSON PLAN

HIGHER ORDER THINKING

Analyzing

Hazrat Ashia Benta Abbu bakar Aslimi Tarekhe may umm-u- momineen ke Hasiat

say Mashoor hain. un ke zendagi Musalman Ort okay ley Mashail ra hain

Evaluating

Hazrat Ashia nay Apne Poore zendgi Ortoon aur Mardoon may Islam,Islami

Akham, qavaneen aur Akhlak o Adab ke Taleem dany may Sarf ke.

 

Creating

Hamay Hazrat Aisha ke Seerat ka Mutalia karna chiay. Au res par amal karna

cheay.

Page 8: LESSON PLAN

QUIZ

1. Hazrat Aisha khahan paida howayn?

  1. Madina 2. Makkah 3. Arak

2. App kay Walid ka kea Name Tha?

1. Hazrat Abbu Bakar Siddiqui 2. Hazrat Umar Farooq 3. Hazrat Usman Ghani

3. Apka Hujra Masjad kay barabar may tha.

4. Hazrat Aisha Hazoor ke Chahiti theen.

5. Hazrat Aisha ko Jannat Ulbakee may Dafan kea ghea.

  Sahi Ghalat

6. App nihayat saki theen jo raqam ate rahi Khuda may kharch kar daiteen theen.Sahi Ghalat

7. Hazrat Aisha say kitne Ahadees Marvi hain.1. 2121 2. 2212 3. 2210

Page 9: LESSON PLAN

ACTION PLAN

N

ame : Farheen Nigar

I

nstitute: DA MHS Phase IV Karachi

S

ubject : Urdu

C

lass : IV

Page 10: LESSON PLAN

LONG TERM GOAL

Talbha o Talbat ko umm-ul- momineen Hazrat Ashia ke

zendagi kay baray may batana un Ke zindagi kay mukhtalef

Pehloo ko ujagar karana un ki khobion ko numian karna

aur un ke serat par amal karnay ka daras dina.

Page 11: LESSON PLAN

SHORT TERM GOAL

Talaba o Talbat ko Mashoor Islimi Khawateen kay baray

may batana Hazrat Aisha kon theen ? kis ke Sahabzadi

theen um-ul-momaneen ka darja kasay hasal kea aur un ke

zendgi hamaray leay kasay mashala rah haiy.

Page 12: LESSON PLAN

NEWS LETTER

“ Hazrat Aisha nay apni zindagi Ortoon aur Mardoon may

Islam, Islami Akham o Khawaneen aur Akhlak o Adab ke

taleem danay may sarf ke aur Islam ke Bash baha Khidmat

anjam diy.

“Hazrat Aisha say 2210 Ahadees marvi hain Hazrat Aisha

ka shumar Madinay kay un chund Ulma may hota tha jin

kay fatvay par logo ko kulli atmad tha.

Page 13: LESSON PLAN

INSTRUCTIONAL STRATEGY

Bachoon ko Hazrat Aisha ke zindagi say matlak malomat

farhim ke,es kay leay un say Mukhtalif sawalat pochay

geays

Bachon okay mukhtalef groups banay gay aur un say

hazrat Aisha say mautlik malomat ektha karnay ko kaha

ghea.

Page 14: LESSON PLAN

CHALLENGES + SOLUTIONS

Talba o Talbat ko Hazrat Aisha par aik monseel Mazmoon

leknay ko kea ghea au res selsalay may Internet aur Library

say malmot jama karnay ko kaha gea.

Page 15: LESSON PLAN

TIME LINE

Es mazmoon ke monasbat par Aik Haftay may yakain am

makmal karna hai. Au es kay leay 21st century aproching

skill

Page 16: LESSON PLAN

RESOURCES

S

eerat Aisha by Syed Sulaiman Nadvi

W

ajdan by Shahid Iqbal Shami

B

i Bi Aisha Siddiqa by Umm-e-Mumtaz

U

rdugalaxy.com