Top Banner
20

LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

Dec 13, 2015

Download

Documents

Sky Lewer
Welcome message from author
This document is posted to help you gain knowledge. Please leave a comment to let me know what you think about it! Share it to your friends and learn new things together.
Transcript
Page 1: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.
Page 2: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.
Page 3: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED)

DAILY LESSON PLAN

INSTRUCTIONAL LESSONName of Topic : Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson)

Class : V

Subject: Urdu

Teacher Name : Rizwana Abbasi

Date : 02 July 2011

Page 4: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

TOPIC BACKGROUND(i)IBTIDAI HALAT:Molvi Nazeer Ahmed (1830-1912) Molviyoum or Muftiyoun Ke aik

Mazhabi khandan ma Bajnor (uttar Berdesh) mai, molvi Saadat Ali Khan ka Ghar Peda hoa.

Ibtidai Taleem Arabi ki, molvi Abdul Khaliq se masjid orangabad (Dehli) ma hasil ki phir 1846-1853 tak Dehli College ma advance urdu, Arabi adab, Farsi or Riazi (Maths) ki taleem hasil ki.

(ii) PAS MANZAR Shamsul-Ulema, Deputy Molvi Nazeer Ahmed Dehlvi, Urdu adab ke pehla

novel nigar, adeeb, Naqqad, Mazhabi Scholar, Qanoondan or Maqsadi-o-Islahi novel nigari ke mojid tha.

Unho na musalmano khasosan aurton ke taleem or iqhlaqi islah ke lye Mara-ul-uroos, Ayyamah, Tauba-tun-Nasoh, Binat-ul-Naash, Fasana-e-Mubtala, Ibnul Waqt, Ruya-e-Sadiqah jese novel likha or eske elawa Quran Pak ka Ba’mahavra Tarjuma or Tazerat-e-hind Samet unki Beshumar Mazhabi Tasanef mojood han.

Page 5: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.
Page 6: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

THEORY : (KHASOSIYAT)

Nazeer Ahmed ne Maqsadi-o-Islahi novel likh kr zawal pazeer muslim Moashre ko Taraqqi ki rah pe gamzan kya.

“Adab Barai-e-Khawateen” ki bunyad rakh ke aurton ki taleem-o-tarbiyat ki rahaen hamwar ken.

Ap ne apna qalam ke zarye Angrezy zaban or jaded Taleem hasil karne, or Beja Rasm-o-Rivaj se rokne ki mohem chala kr musalmano ko zamane ke shana-ba-shana chalne ke gur sikhaya.

Maqsadiyat, Ikhlaqiyat ki taleem, Ma’ashree ki sachi tasveer, Bamahavra zabanor purjosh-o-purzor Andaz-e-bayan ne apko itna buland muqam ata kya ke ajj bhi Pak-o-Hind ke nisab-e-taleem ma Nazeer Ahmed ke novel parhaie jate hn.

Page 7: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

EFFECT (ASRAAT)

Apki maqsadi novels ke zarya di gai taleem-o-tarbiyat ne muslmano ki aisi zehni islah ki ke muslmano ki kaya palat gai, unhe jeena ka maqsad nazar aane laga. eski aik roshan messal Hasool-e-Pakistan ki jaddo-johad he.

Nazeer sahab ke novel ke zarya muslim mo’ashre ma aurton ki taleem ka jazba bedar hoa or ye shaoor bedar hoa ke aurton ki taleem he mo’ashree ma masbat tabdeli la sakti he.

Page 8: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

CONCLUSION : (HURFE-AAKHIR) Nazeer Ahmed ki Adabi-o-qomi khidmat ka daira boht wasi he. unho ne

Baik-waqt Mazhab, Qanoon, Novel, Tareekh (History) Seerat, Ikhlaq, Siyasat or Khitabat ma apne johar dekhai or mustaqil noiyat ke asrat choree. Sir syed ne jis tahreek ka Beej boya Nazeer Ahmed ne us Islahi Tehreek ko gharon ke andar tak pohanchaya.

Deputy Nazeer Ahmed ke bare ma ye kehna sahi hoga ke

HAZAROON SAAL NARGIS APNI BENORI PE ROTI HA

BARI MUSHKIL SA HOTA HA CHAMAN MA DEDAWAR PAIDA

Page 9: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.
Page 10: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

QUIZ

1. Urdu ke pehle novel nigar ka naam ___________ he.

2. Deputy Nazeer Ahmed ka pehla novel konsa he.

a. Tauba-tun-Nasuh

b. Marat-ul-Uroos

c. Ibn-ul-Waqat

d. Roya-e-Sadiqa

3. Marat-ul-Uroos ka matlab he “Kuch nasihaten”

4. Angrez hukumrano ne Nazeer Ahmed ko __________ ka Khitab Dya.

5. Larkon ki Islah ke Lye Nazeer Ahmed ne “Chand Pand” kitab likhi.

Sahi

Ghalat

Sahi

Ghalat

Page 11: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

6. Noval ‘Marat-ul-Uroos ma ___________ bohat Tamezdar, Saliqamand or Ba-Ikhlaq thi.

7. Sabaq “Jis ki Mehnat uski jeet” ma ___________ Baat Baat pr farmaish karta, Zid karta lekin parhai ma dil na lagata.

8. Nazeer Ahmed ne muslim nojawano ko hidayat ki thi ke agar Taraqqi ke medan ma aage barhna he to __________ Zaban zaror seekho.

a. Farsi b. Arabi

c. Angrezi d. Hindi

9. Deputy Nazeer Ahmed ___________ (year) ma intiqal kr gai.

a. 1901 b. 1905

c. 1912 d. 1920

10. Sir Syed Ahmed khan jab bare bare jalse karte to Deputy Nazeer Ahmed ko zaroor Khitab Karna ke lye bulate.

Sahi

Ghalat

Page 12: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

WEEKLY ACTION PLAN

Name of Topic : Sabaq “Jis ki Mehnat Uski Jeet”

(about “Deputy Nazeer Ahmed”)

Teacher’s Name: Rizwana Abbasi

Institute: DA Public School (O&A Levels)

Subject: Urdu

Class : V

Page 13: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

LONG TERM GOAL

Pora saal Nisab ke mutabiq di gai taleem or Tariqa-e-Taleem ne Students ke ander kitni ilmi qabliyat peda ki, es baat ka andaza saal me 2 dafa “Mid term Exam” or “Final Exam” le ke lagaya jai ga ta ke Tulba ki Kamzoriyon ko Janch kr unhe dor karne ki koshish ki ja sake or Tulba ma bhi Parhai ka shok roz-ba-roz farogh pai.

Page 14: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

SHORT TERM GOAL

Tulba Ki Parhai Ma Dilchaspi Barhane or ilmi Qabliyat ma din-ba-din izafa karne ke lya tulba se jo kuch Parhaya ja chuka ho ga us ke bare ma Zubani-o-Tehreree test lye jai ge or her mahene ke ikhtitam per mahana test bhe lya jai ge, ta ke tulba na sirf nisab ke mutabik samajh len or yaad kr len bulke unhe yaad rakh ke ammali zindagi ma bhe unse faida uthain.

Page 15: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

INSTRUCTIONAL STRATEGIES AND TASKS

Dorane tadrees meri ye awwalen koshish rahe gi ke tulba ko zyada se zyada swalat kerne ka moqa farahum kya jai.

Tulba ke kye gai sawalat ka unki zehni salahiyat ke mutabik jawab dya jai ga.

Class ma group discussion karwai jai gi ta ke tulba ma shoq peda ho. Tulba ke banai gai groups ko tabdel (change) bhi kya jai ga ta ke unki

malomat me khatir khoa izafa ho. Tulba ko ye bhi moqa dya jai ga ke lesson ma se koe bhi sawal karen jin

ka baqi tulba ma se koe aik jawab da ga.

Page 16: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

SOLUTIONS TO ANTICIPATED CHALLENGES

a. Kuch students aisa hon ga jin ko group

discussion se lesson samjh na aaia. Ma aise Students ko alag betha ke dobara unki zehni sata ke mutabik samjhaongi.

b. Kuch Waldain mere Tariqa-e-Tadrees se Ikhtilaf bhe ker sakte hain

b. Ma aise walden ko P.T.M ma apne naie (new) tariqa-e-tadrees se agah ker ke unhe satisfy karongi, or unke problems ko solve karon gi.

c. Mere Pas apna Computer mojod nahi ha.

c. Ma school ma mojood Computer lab ja kar ya kisi friend ka computer se nisab ma mojood Asbaq ke bare ma khatir khoa malomat hasil karon gi.

d. Meri Section inchagre agar mere tariqa-e-tadrees ko behtar na samjhen ya kisi mamle ma Ikhtilaf kare.

d. Ma Section Incharge ka sath meeting karke apne nuqta-e-nazar ko wazeh karon gi or apni kamzori ko dor karon gi.

Page 17: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

NEWS LETTERES HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE

WALE MOZO-AAT (TOPICS)AGLE HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS)

a. Sabaq jis ki mehnat uski jeet ki buland khoani karwai jai gi.

a. Sabaq “Jis ki Mehnat uski Jeet” ke mutabik sawalat dye jain ge phir tulba unke jawabat tehreet karenge.

b. Sabaq ma mojood mushkil alfaz ka matlab tulba ko samjhaya jai ga.

b. Tulba ko sabaq ma mojood mushkil Alfaz dye jainge jin ke tulba maine (meaning) likhen ge.

c. Tamam Tulba se buland khoani karwai jai gi or unki ghaltiyon ko durust kya jai ga.

c. Sabaq ma mojood kisi aik paragraph ka “imla” lya jaiga.

d. Tulba se zubani sawalat kye jainge. d. Sabaq ma mojood kuch alfaz ka jumle (Sentences) tulba khud tehreer karenge.

e. Group discussion lesson ke bare ma hogi.

Page 18: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

TIME LINE

Sabaq: Jiski Mehnat uski Jeet+

Mazmoon Navisi, Kahani Navisi, Tasveri Kahani

Sabaq: “Liaqat Ali khan+

Mahavrat, Maini, JumleTarjuma Navisi, Mukalma

Navisi, Wahid JamaNOVEMBER

MARCH

Nazam: Chalo Chalen Scout Banen +

Wahid Jama, Alfaz Mutazad, Khat Navisi, Mahawrat+jumla

SEPTEMBER

Nazam: Qoomi Tarana+

Muzakkar Moannus, Turjuma Navisi, Mazmoon Navisi,

Mukalma Navisi

JANUARY

Page 19: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.

RESOURCES (ZARAIE)

1. Internet

2. Word Processing, Multimedia & Spread Sheets

3. Ghair Nisabi Kutub

4. Intel ® Teach program getting started course manual

5. Urdu ke Dosra Asataza Karaam

6. Akhbarat (News Paper) , Rasail

Page 20: LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic :Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson) Class.